Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nindon mein

Manish chandra

nindon mein

Manish chandra

MORE BYManish chandra

    ḳhvāboñ chādar tale

    terī ḳhushbū ko loriyāñ sunātā huuñ

    ghar meñ sab kahte haiñ

    maiñ nīñdoñ meñ gungunātā huuñ

    lafz machalte haiñ sirhāne

    maiñ nazmeñ buntā rahtā huuñ

    ghar meñ sab kahte haiñ

    maiñ nīñdoñ meñ muskurātā huuñ

    KHwabon ki chadar tale

    teri KHushbu ko loriyan sunata hun

    ghar mein sab kahte hain

    main nindon mein gungunata hun

    lafz machalte hain sirhane

    main nazmen bunta rahta hun

    ghar mein sab kahte hain

    main nindon mein muskuraata hun

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now