Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nindiya pur

Hamidullah Afsar

nindiya pur

Hamidullah Afsar

MORE BYHamidullah Afsar

    duur bahut duur yahāñ se

    aur is se bhī duur

    naddī ik niklī hai jahāñ se

    aur is se bhī duur

    daldal hai gahrī jahāñ par

    daldal se bhī duur

    jañgal meñ hai buḌhiyā ghar

    jañgal se bhī duur

    yaad hai us ko ek kahānī

    hai us meñ ik huur

    ḳhud ye hai ik mulk raanī

    mulk hai nindiyā puur

    is jañgal ko dekhūñgā maiñ

    jañgal se bhī duur

    huur ke mulk meñ jā.ūñgā maiñ

    ya.anī nindiyā puur

    dur bahut hi dur yahan se

    aur is se bhi dur

    naddi ek nikli hai jahan se

    aur is se bhi dur

    daldal hai gahri si jahan par

    daldal se bhi dur

    jangal mein hai buDhiya ka ghar

    jangal se bhi dur

    yaad hai us ko ek kahani

    hai us mein ek hur

    KHud ye hai ek mulk ki rani

    mulk hai nindiya pur

    is jangal ko dekhunga main

    jangal se bhi dur

    hur ke mulk mein jaunga main

    yani nindiya pur

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now