pachhtawa
maiñ apnī āñkhoñ ko kho chukā jab
to rāstoñ kā savāl aayā
safar kā mujh ko ḳhayāl aayā
magar karūñ kyā
ki ab to āñkheñ hī kho chukā huuñ
TaTol kar maiñ
kahāñ talak rāsta chalūñgā
qadam qadam par
nigāh-e-afsos hī malūñgā
main apni aankhon ko kho chuka jab
to raston ka sawal aaya
safar ka mujh ko KHayal aaya
magar karun kya
ki ab to aankhen hi kho chuka hun
TaTol kar main
kahan talak rasta chalunga
qadam qadam par
nigah-e-afsos hi malunga
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.