pahchan
vo har roz
kyoñ mujh se ye pūchhtā hai
ki tum kaun ho
kyā use ye ḳhabar hī nahīñ hai
ki mujh ko to ḳhud
apnī pahchān kī hai talāsh
isī vāste merā shak
ab yaqīn kī hadeñ chhū rahā hai
ki ḳhud us kī pahchān bhī
Thiik merī tarah
kho ga.ī hai kahīñ
wo har roz
kyon mujh se ye puchhta hai
ki tum kaun ho
kya use ye KHabar hi nahin hai
ki mujh ko to KHud
apni pahchan ki hai talash
isi waste mera shak
ab yaqin ki haden chhu raha hai
ki KHud us ki pahchan bhi
Thik meri tarah
kho gai hai kahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.