kashmakash se mufir kab huā hai jo ho
jumbish-e-chashm-e-sāqī ko pahchān lo
dil ke hañste lahū kī duā.eñ suno
gardish-e-charḳh ko
mai ke ik jaam meñ dekh lo
mai-kasho
tishnagī zindagī kī 'alāmat hai
piite raho
kashmakash se mufir kab hua hai jo ho
jumbish-e-chashm-e-saqi ko pahchan lo
dil ke hanste lahu ki duaen suno
gardish-e-charKH ko
mai ke ek jam mein dekh lo
mai-kasho
tishnagi zindagi ki 'alamat hai
pite raho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.