parchhain
roz kī tarah
pichhle pahar
ghar ke darvāze par dastakeñ
zehn par ḳhauf sā
chehre lipTe hue
gard meñ
zard āñkhoñ kī kashkol meñ
le ke apne savāl
kal kī tarah ye phir
aa na jaa.eñ kahīñ
roz ki tarah
pichhle pahar
ghar ke darwaze par dastaken
zehn par KHauf sa
chehre lipTe hue
gard mein
zard aankhon ki kashkol mein
le ke apne sawal
kal ki tarah ye phir
aa na jaen kahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.