pareshan
zehn pāgal huā
dil pareshān hai
raat mātam-kunāñ
din ujāle se bharpūr ik sog hai
ye mohabbat bhī kyā rog hai
shaam aadhā adhūrā sā ik ḳhvāb hai
chāñdnī chāñd kī jaise bas job hai
aañkh meñ ashk kā ik samundar javāñ
zindagī ranj kā behtarīñ tarjumāñ
zehn pagal hua
dil pareshan hai
raat matam-kunan
din ujale se bharpur ek sog hai
ye mohabbat bhi kya rog hai
sham aadha adhura sa ek KHwab hai
chandni chand ki jaise bas job hai
aankh mein ashk ka ek samundar jawan
zindagi ranj ka behtarin tarjuman
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.