Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pas-e-nawisht

Iftikhar Arif

pas-e-nawisht

Iftikhar Arif

MORE BYIftikhar Arif

    ḳhudāvand mujhe taufīq de maiñ aise zinda lafz likkhūñ

    jo na likkhūñ maiñ to duniyā bāñjh ho jaa.e

    magar phir sochtā huuñ itne zinda lafz likkhe chuke haiñ

    aur likhe rahe haiñ

    maiñ bhī likh lūñgā to kyā ho jā.egā

    kyā ye purānā aadmī phir se nayā ho jā.egā

    dūsrā ho jā.egā

    KHudawand mujhe taufiq de main aise zinda lafz likkhun

    jo na likkhun main to duniya banjh ho jae

    magar phir sochta hun itne zinda lafz likkhe ja chuke hain

    aur likhe ja rahe hain

    main bhi likh lunga to kya ho jaega

    kya ye purana aadmi phir se naya ho jaega

    ya dusra ho jaega

    Source :
    • Book : Muntakhab Shahkar Nazmon Ka Album) (Pg. 371)
    • Author : Munavvar Jameel
    • Publication : Haji Haneef Printer Lahore (2000)
    • Edition : 2000
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now