payambar ho jaun
aap kī yaad tahajjud meñ batātī hai mujhe
aap ke saath ta'alluq meñ hai darvesh kī lau
aur maiñ tāq-e-ta'alluq meñ rakhā shām-e-charāġh
isī ummīd meñ sāñsoñ se juḌā huuñ ki ye lau
mujh ko is tarh pukāre ki maiñ raushan ho jā.ūñ
itnā raushan ki mohabbat kā payambar ho jā.ūñ
itnā raushan ki mohabbat kā payambar ho jā.ūñ
aap ki yaad tahajjud mein batati hai mujhe
aap ke sath ta'alluq mein hai darwesh ki lau
aur main taq-e-ta'alluq mein rakha sham-e-charagh
isi ummid mein sanson se juDa hun ki ye lau
mujh ko is tarh pukare ki main raushan ho jaun
itna raushan ki mohabbat ka payambar ho jaun
itna raushan ki mohabbat ka payambar ho jaun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.