peD lagaen
aao ham jañgal ko bachā.eñ
peḌ na kāTeñ peḌ ugā.eñ
har dil meñ ehsās ye rakh deñ
baat ye har insāñ ko batā.eñ
peḌ na kāTeñ aag kī ḳhātir
īñdhan koī aur jalā.eñ
ḳhatre meñ haiñ peḌ hamāre
ḳhatre se ham in ko bachā.eñ
na.ī nasl kī ḳhātir 'ādil'
aao ham bhī peḌ lagā.eñ
aao hum jangal ko bachaen
peD na kaTen peD ugaen
har dil mein ehsas ye rakh den
baat ye har insan ko bataen
peD na kaTen aag ki KHatir
indhan koi aur jalaen
KHatre mein hain peD hamare
KHatre se hum in ko bachaen
nai nasl ki KHatir 'adil'
aao hum bhi peD lagaen
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.