pesh-o-pas
us ke aage sannāTā hai
vo kaalā hai
us ke pīchhe ik chehrā hai
vo pyārā hai
vo apnī piiTh pe apnī āñkheñ bāñdhe jaatā hai
ek paañv aage kī jānib
dūsrā pīchhe jaatā hai
us ke aage sannaTa hai
wo kala hai
us ke pichhe ek chehra hai
wo pyara hai
wo apni piTh pe apni aankhen bandhe jata hai
ek panw aage ki jaanib
dusra pichhe jata hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.