pesh-rau
jahāñ se
huā thā
shurūa
safar
dekhā vahāñ koī nahīñ thā
sāmne thā
muntazir sahrā safar kā
aur saa.e ḳhār-dār
dekhte rukte Thiik vaise hī
jo mere aage ke pā.idānoñ par khaḌe
sāyoñ ne
sochā chāhā aur kiyā
maiñ jo un kā pesh-rau huuñ
jahan se
hua tha
shurua
safar
dekha wahan koi nahin tha
samne tha
muntazir sahra safar ka
aur sae KHar-dar
dekhte rukte Thik waise hi
jo mere aage ke paidanon par khaDe
sayon ne
socha chaha aur kiya
main jo un ka pesh-rau hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.