Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pessimist

Vikram

pessimist

Vikram

MORE BYVikram

    vo likhnā chāhte the

    so unhoñ ne likhā

    unhoñ ne likhā peḌoñ ko harā

    jangal ko ghanā

    nadī gahrī ākāsh niilā

    aur sapne sundar

    unhoñ ne likhā jo unhoñ ne dekhā

    jo unhoñ ne bhogā

    tum bhī likhnā chāhte ho

    so tum bhī likho

    lekin kyā likhoge

    tumhāre to sapne bhī sundar nahīñ

    wo likhna chahte the

    so unhon ne likha

    unhon ne likha peDon ko hara

    jangal ko ghana

    nadi gahri aakash nila

    aur sapne sundar

    unhon ne likha jo unhon ne dekha

    jo unhon ne bhoga

    tum bhi likhna chahte ho

    so tum bhi likho

    lekin kya likhoge

    tumhaare to sapne bhi sundar nahin

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now