pira-ji sagar
canvas ko
camere kī aañkh se tum
dekhte hī dekhte uktā ga.e the
is zamīñ aur āsmāñ ke
rañg ko tū ne na.e ma.anī diye
canvas par rañg do milte haiñ aise
ajnabī insāñ gale milte hoñ jaise
aur lakīreñ dhaḌkanoñ sī
saañs letī haiñ tirī tasvīreñ goyā!
canwas ko
camere ki aankh se tum
dekhte hi dekhte ukta gae the
is zamin aur aasman ke
rang ko tu ne nae mani diye
canwas par rang do milte hain aise
ajnabi insan gale milte hon jaise
aur lakiren dhaDkanon si
sans leti hain teri taswiren goya!
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.