Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

suraj kunD

MORE BYMuneer-ul-Hasan Muneer

    ik qāfila tālib-'ilmoñ utrā hai tumhāre dāman meñ

    ye azm hai dekheñ kyā kyā hai is kunD ke fitrī gulshan meñ

    tum apnī zabāñ se haal apnā ai kunD lahro kuchh to kaho

    aurāq-e-pareshāñ sadiyoñ ke bikhre haiñ tumhāre dāman meñ

    ganjīna-e-ma.alūmāt hai kyā poshīda tumhāre is ban meñ

    tum apnī zabān se haal apnā ḳhāmosh chaTāno kuchh to kaho

    ham saarī vaadī ghūmeñge aur azmat-e-rafta jāneñge

    ham chappa-chappa dekheñge aur konā konā chhāneñge

    tum apnī zabāñ se haal apnā ai bahte chashmo kuchh to kaho

    ek qafila talib-'ilmon ka utra hai tumhaare daman mein

    ye azm hai dekhen kya kya hai is kunD ke fitri gulshan mein

    tum apni zaban se haal apna ai kunD ki lahro kuchh to kaho

    auraq-e-pareshan sadiyon ke bikhre hain tumhaare daman mein

    ganjina-e-malumat hai kya poshida tumhaare is ban mein

    tum apni zaban se haal apna KHamosh chaTano kuchh to kaho

    hum sari wadi ghumenge aur azmat-e-rafta jaanenge

    hum chappa-chappa dekhenge aur kona kona chhanenge

    tum apni zaban se haal apna ai bahte chashmo kuchh to kaho

    Source :

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now