Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

Pul-siraat

Parveen Fana Syed

Pul-siraat

Parveen Fana Syed

MORE BYParveen Fana Syed

    tumhārā dil

    tajalliyoñ ke tuur ziyā se

    āgahī talak

    riyāzatoñ ke nuur meñ guñdhā huā

    amānatoñ ke baar se dabā huā

    tumhārī ruuh ke latīf ā.īne meñ

    apnā aks DhūñDne

    aqīdatoñ gard se aTī huī

    anā ke pul-sirāt se guzar ke aa rahī huuñ maiñ

    tumhaara dil

    tajalliyon ke tur ki ziya se

    aagahi talak

    riyazaton ke nur mein gundha hua

    amanaton ke bar se daba hua

    tumhaari ruh ke latif aaine mein

    apna aks DhunDne

    aqidaton ki gard se aTi hui

    ana ke pul-siraat se guzar ke aa rahi hun main

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now