qadam
chale chale jaate haiñ qadam
nazreñ milīñ
ruk jaate haiñ qadam
manzil nā dikhe
muḌ jaate haiñ qadam
manzil jo dikhe
juḌ jaate haiñ qadam
safar karte paiham
thak jaate haiñ qadam
kuchh nokīlā chubh jaa.e
ro jaate haiñ qadam
us ke paas aane se
pīchhe jaate haiñ qadam
sharm kyoñ itnī
kar jaate haiñ qadam
dekh baiTh yahāñ se
kahāñ jaate haiñ qadam
vāpas aate haiñ yā
bhaTak jaate haiñ qadam
ġhalat bahut ġhusse meñ
uTh jaate haiñ qadam
mile jo sur-o-tāl
bahal jaate haiñ qadam
vaqt se tez
jaa.e jaate haiñ qadam
vaqt jo aa.e
mar jaate haiñ qadam
chale chale jate hain qadam
nazren milin
ruk jate hain qadam
manzil na dikhe
muD jate hain qadam
manzil jo dikhe
juD jate hain qadam
safar karte paiham
thak jate hain qadam
kuchh nokila chubh jae
ro jate hain qadam
us ke pas aane se
pichhe jate hain qadam
sharm kyon itni
kar jate hain qadam
dekh baiTh yahan se
kahan jate hain qadam
wapas aate hain ya
bhaTak jate hain qadam
ghalat bahut ghusse mein
uTh jate hain qadam
mile jo sur-o-tal
bahal jate hain qadam
waqt se tez
jae jate hain qadam
waqt jo aae
mar jate hain qadam
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.