qartaba mein
badan pe koī zarā hai na haath meñ talvār
aur ashk-zār meñ sadiyoñ ke undulus kā safar
is āsmān ke nīche kahīñ paḌāv na thā
ajab tilism thā vo aaTh sau baras kā safar
ajab nahīñ jo kisī sub.h phūl-ban ke khilūñ
mirā safar hai añdhere meñ ḳhār-o-ḳhas kā safar
badan pe koi zara hai na hath mein talwar
aur ashk-zar mein sadiyon ke undulus ka safar
is aasman ke niche kahin paDaw na tha
ajab tilism tha wo aaTh sau baras ka safar
ajab nahin jo kisi subh phul-ban ke khilun
mera safar hai andhere mein KHar-o-KHas ka safar
- Book : Funoon (Monthly) (Pg. 493)
- Author : Ahmad Nadeem Qasmi
- Publication : 4 Maklood Road, Lahore (Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986)
- Edition : Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.