qarz
merā dhuñdlā dhuñdlā āñgan
pichhle janam kī un dhūpoñ kā
qarz adā karne ke liye
tārīkī se ishq laḌāyā kartā hai
jin ke ujle ujle sapne
merī be-parvā āñkhoñ ke
saa.e se mahrūm rahe the
mera dhundla dhundla aangan
pichhle janam ki un dhupon ka
qarz ada karne ke liye
tariki se ishq laDaya karta hai
jin ke ujle ujle sapne
meri be-parwa aankhon ke
sae se mahrum rahe the
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.