qudrat
patte saare ke saare
hare-bhare the kabhī
dhīre dhīre
ek ek patta
piilā ho kar
dam toḌ rahā hai
juḌā thā jin se
ab un kā saath
chhoḌ rahā hai
qudrat kā qānūn
yahī hai
tabhī to phūTeñgī
na.ī na.ī koñpleñ
patte sare ke sare
hare-bhare the kabhi
dhire dhire
ek ek patta
pila ho kar
dam toD raha hai
juDa tha jin se
ab un ka sath
chhoD raha hai
qudrat ka qanun
yahi hai
tabhi to phuTengi
nai nai konplen
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.