rakh
mire donoñ hāthoñ meñ kuchh bhī nahīñ raakh hai
ummīdoñ kī jo āḳhirī sā.atoñ tak dhuāñ de rahī thiiñ
aur āñsū.....
lahuu...
aur bachpan ke din
ye sab raakh haiñ
maiñ is raakh ko apne chehre pe mal ke khaḌā huuñ
mere donon hathon mein kuchh bhi nahin rakh hai
ummidon ki jo aaKHiri saaton tak dhuan de rahi thin
aur aansu
lahu
aur bachpan ke din
ye sab rakh hain
main is rakh ko apne chehre pe mal ke khaDa hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.