Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rabt

MORE BYAkhtar Rahi

    ruuh ke tahaffuz meñ

    jism kuchlā jaatā thā

    ik zamāna aisā thā

    ik zamāna aisā hai

    ruuh kuchlī jaatī hai

    jism ke tahaffuz meñ

    ik zamāna aa.egā

    jism jab sipar hogā

    ruuh ke tahaffuz meñ

    ruh ke tahaffuz mein

    jism kuchla jata tha

    ek zamana aisa tha

    ek zamana aisa hai

    ruh kuchli jati hai

    jism ke tahaffuz mein

    ek zamana aaega

    jism jab sipar hoga

    ruh ke tahaffuz mein

    Source :
    • Book : Ak Qatra ak Samandar (Pg. 105)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now