Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

raushni

Eruj Mubarak

raushni

Eruj Mubarak

MORE BYEruj Mubarak

    tum vo sāhil

    ki pāniyoñ se gurezāñ

    maiñ kāġhaz naav meñ

    jaltā diyā

    ummīd se pur-ummīd

    ki naav sāhil tak

    na bhī pahuñche

    to kyā ġham hai

    raushnī to raushnī hai

    tum tak

    pahuñchegī zarūr

    tum wo sahil

    ki paniyon se gurezan

    main kaghaz ki naw mein

    jalta diya

    ummid se pur-ummid

    ki naw sahil tak

    na bhi pahunche

    to kya gham hai

    raushni to raushni hai

    tum tak

    pahunchegi zarur

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now