resham jal
pyaar ke resham lachchhoñ ko ḳhud hī uljhātī huuñ
pahroñ baiTh dhanak rañgoñ ko phir suljhātī huuñ
merī chāhat ne kaate haiñ resham ke ye saar
in meñ ulajh jaane se maiñ phir kyoñ ghabrātī huuñ
apne ḳhol meñ resham kā kiiḌā bhī ḳhush to nahīñ
maiñ bhī titlī ban kar mauqa pā uḌ jaatī huuñ
pyar ke resham lachchhon ko KHud hi uljhati hun
pahron baiTh dhanak rangon ko phir suljhati hun
meri chahat ne kate hain resham ke ye sar
in mein ulajh jaane se main phir kyon ghabraati hun
apne KHol mein resham ka kiDa bhi KHush to nahin
main bhi titli ban kar mauqa pa uD jati hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.