sadaf
maiñ apnī qadr bahut kartā huuñ
kyūñki
mujhe apne aap par yaqīn hai
jaise jangal meñ
sher apnī bahādurī par
naaz kartā hai
aur chālāk lomḌiyāñ
apnī jaan bachāne kī ḳhātir
idhar udhar
bhāgtī phirtī haiñ
ki unheñ vaqt se pahle
marnā pasand nahīñ hai
vo zindagī kī qadr kartī haiñ
main apni qadr bahut karta hun
kyunki
mujhe apne aap par yaqin hai
jaise jangal mein
sher apni bahaduri par
naz karta hai
aur chaalak lomDiyan
apni jaan bachane ki KHatir
idhar udhar
bhagti phirti hain
ki unhen waqt se pahle
marna pasand nahin hai
wo zindagi ki qadr karti hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.