vo kisī bhī haal meñ
apne hoñToñ par surḳhī lagānā nahīñ bhūltī
aur maiñ kañghī karnā
aaj phailī huī surḳhī
aur bikhre hue baal
ajiib hī manzar pesh kar rahe haiñ
aur pas-manzar meñ azaan ho rahī hai
wo kisi bhi haal mein
apne honTon par surKHi lagana nahin bhulti
aur main kanghi karna
aaj phaili hui surKHi
aur bikhre hue baal
ajib hi manzar pesh kar rahe hain
aur pas-manzar mein azan ho rahi hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.