samjha jaana
man ko samajhnā
āsān nahīñ rahā tathāgat ke liye
na hī ichchhā.ūñ ko jānñā vātsyāyan ke liye
sambañdh meñ honā nahīñ
samjhā jaanā niyyatī hai manushya kī
sabse sahj hai kah denā kisī se
ki tum ne mujhe samjhā hī nahīñ
trāsdiyoñ mahā-nāyakoñ ke jīvan meñ hī nahīñ
hamāre aap ke jīvan meñ bhī haiñ
bas un par likhe nahīñ jaate
mahā-kāvya
man ko samajhna
aasan nahin raha tathagat ke liye
na hi ichchhaun ko jaanna watsyayan ke liye
sambandh mein hona nahin
samjha jaana niyyati hai manushya ki
sabse sahj hai kah dena kisi se
ki tum ne mujhe samjha hi nahin
trasdiyon maha-nayakon ke jiwan mein hi nahin
hamare aap ke jiwan mein bhi hain
bas un par likhe nahin jate
maha-kawya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.