sangsar hone wali laDki ki aaKHiri alfaz
jis ne mujh ko
lafzoñ ke ek Dher pe lā ke
khaḌā kiyā thā
jis ne mujh se pyaar kiyā thā
jis ne kahā thā to achchhī hai
jis ne kahā thā tū raanī hai
jis ne kahā thā mar jā.ūñgā
jis ne kahā thā
jis ne jaane kyā kyā kahā thā
pahlā patthar vo thā sahelī
jis ne mujh ko
lafzon ke ek Dher pe la ke
khaDa kiya tha
jis ne mujh se pyar kiya tha
jis ne kaha tha to achchhi hai
jis ne kaha tha tu rani hai
jis ne kaha tha mar jaunga
jis ne kaha tha
jis ne jaane kya kya kaha tha
pahla patthar wo tha saheli
- Book : Harf hale (Pg. 43)
- Author : Aazam Khurshiid
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.