sangsari
har koī
aate jaate hue
ek patthar uThātā hai
aur pheñk detā hai mujh par
maiñ to ye bhī nahīñ jāntā
ki merā jurm kyā hai
ḳhatā kaunsī maiñ ne kī
aur kyuuñ
sangsārī mire naam likkhī ga.ī
har koi
aate jate hue
ek patthar uThata hai
aur phenk deta hai mujh par
main to ye bhi nahin jaanta
ki mera jurm kya hai
KHata kaunsi main ne ki
aur kyun
sangsari mere nam likkhi gai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.