Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sawal

Jamal Naqvi

sawal

Jamal Naqvi

MORE BYJamal Naqvi

    ḳhudā-e-bartar tirī zamīñ par

    zamīñ ḳhātir ye jang kyoñ hai

    zamīn jin ke liye banī thī

    unhī pe āḳhir ye tang kyoñ hai

    sabhī haiñ maḳhlūq ek terī

    to farq-e-nasl aur rang kyoñ hai

    jo sach kahe hai isī ko suulī

    isī pe yalġhār-e-sang kyoñ hai

    ḳhudā-e-bartar ye jang kyoñ hai

    ḳhudā-e-bartar ye jang kyoñ hai

    KHuda-e-bartar teri zamin par

    zamin ki KHatir ye jang kyon hai

    zamin jin ke liye bani thi

    unhi pe aaKHir ye tang kyon hai

    sabhi hain maKHluq ek teri

    to farq-e-nasl aur rang kyon hai

    jo sach kahe hai isi ko suli

    isi pe yalghaar-e-sang kyon hai

    KHuda-e-bartar ye jang kyon hai

    KHuda-e-bartar ye jang kyon hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now