sawal
samundar kī tah meñ ḳhazāne paḌe haiñ
magar ham sabhī sāhiloñ par khaḌe haiñ
koī kah rahā thā
kisī meñ dam-ḳham nahīñ hai
ki
in pāniyoñ meñ utar kar
dafīne talāshe
sivā.e tumhāre
magar
tum kahāñ ho
samundar ki tah mein KHazane paDe hain
magar hum sabhi sahilon par khaDe hain
koi kah raha tha
kisi mein dam-KHam nahin hai
ki
in paniyon mein utar kar
dafine talashe
siwae tumhaare
magar
tum kahan ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.