shair
tarjumān-e-jazba-e-aqdas tirī fikr-e-rasā
tū ruḳh-e-rāz-e-haqīqat se uThātā hai naqāb
mahram-e-sirr-e-darūñ hai kis qadar terī nigāh
gul ke pairāhan meñ aatī hai tujhe bū-e-turāb
baḳhshtā hai tū zamāne ko shu'ūr-e-zindagī
aur zamāne ko hai terī zindagī se ijtināb
tarjuman-e-jazba-e-aqdas teri fikr-e-rasa
tu ruKH-e-raaz-e-haqiqat se uThata hai naqab
mahram-e-sirr-e-darun hai kis qadar teri nigah
gul ke pairahan mein aati hai tujhe bu-e-turab
baKHshta hai tu zamane ko shu'ur-e-zindagi
aur zamane ko hai teri zindagi se ijtinab
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.