shair
maiñ huuñ dukh kā ek samundar
jis kā koī ant nahīñ
jis ne jag ke sukh kī ḳhātir
jaane kitne zulm sahe
mazlūmoñ ke dukh kī kahānī
ġham-ḳhvāroñ tak pahūñchā kar bhī
apne dukh hī sahtā huuñ maiñ
main hun dukh ka ek samundar
jis ka koi ant nahin
jis ne jag ke sukh ki KHatir
jaane kitne zulm sahe
mazlumon ke dukh ki kahani
gham-KHwaron tak pahuncha kar bhi
apne dukh hi sahta hun main
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.