shairi
aap kī nazroñ meñ na-jāne kyā hai
apnī qismat meñ to ye
din ke chamakne kī tarah
raat ke hone kī tarah hai
saañs lene kī tarah
jāgne sone kī tarah hai
apne hī ḳhuuñ kī harārat se bhaḌakne
kī tarah
dil ke dhaḌakne kī tarah hai
zinda rahne kī tarah
jaañ se guzarne kī tarah hai
aap ki nazron mein na-jaane kya hai
apni qismat mein to ye
din ke chamakne ki tarah
raat ke hone ki tarah hai
sans lene ki tarah
jagne sone ki tarah hai
apne hi KHun ki hararat se bhaDakne
ki tarah
dil ke dhaDakne ki tarah hai
zinda rahne ki tarah
jaan se guzarne ki tarah hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.