shab ke sab asrar tumhaare
tāqat saarī aap ke bas meñ
saarī zehānat aap kī hai
ham majbūr nihatte saare
phir bhī hamāre
saath haiñ sab tārīḳh ke dhāre
shab ke sab asrār tumhāre
sub.h kā nuur hamārā hai
gum rastoñ par ḳhuun ke chhīñTe
raah dikhāte taare haiñ
taqat sari aap ke bas mein
sari zehanat aap ki hai
hum majbur nihatte sare
phir bhi hamare
sath hain sab tariKH ke dhaare
shab ke sab asrar tumhaare
subh ka nur hamara hai
gum raston par KHun ke chhinTe
rah dikhate tare hain
- Book : naquush (Pg. 285)
- Edition : 1979
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.