shaitan
duniyā miTne vaalī hai
ye zamīn pahāḌ falak
ye sūraj chāñd sitāre
dariyā jhiil samundar
baaġh gulāb aur ḳhushbū
dasht ho aur jangal
saare ḳhaak meñ mil jā.eñge
ziist hamārī logo
ik dhoke kā hī saudā hai
shaitāñ jaanī dushman hai
jo saath hamāre rahtā hai
aur zulmat kī raah dikhātā hai
duniya miTne wali hai
ye zamin pahaD falak
ye suraj chand sitare
dariya jhil samundar
bagh gulab aur KHushbu
dasht ho aur jangal
sare KHak mein mil jaenge
zist hamari logo
ek dhoke ka hi sauda hai
shaitan jaani dushman hai
jo sath hamare rahta hai
aur zulmat ki rah dikhata hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.