Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shart

Jamal Naqvi

shart

Jamal Naqvi

MORE BYJamal Naqvi

    ye jahāñ pyaar dushman hai

    to kuchh baat nahīñ

    kyoñ pareshāñ ho

    jo achchhe abhī hālāt nahīñ

    pyaar jiit yaqīnī hai

    magar mere dost

    ġham sahe jaao

    to is khel meñ phir maat nahīñ

    ye jahan pyar ka dushman hai

    to kuchh baat nahin

    kyon pareshan ho

    jo achchhe abhi haalat nahin

    pyar ki jit yaqini hai

    magar mere dost

    gham sahe jao

    to is khel mein phir mat nahin

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now