Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sher-dil KHan

Tasadduq Husain Khalid

sher-dil KHan

Tasadduq Husain Khalid

MORE BYTasadduq Husain Khalid

    sher-dil ḳhaañ

    maiñ ne dekhe tiis saal

    pai-ba-pai faaqe musalsal zillateñ

    jañg

    roTī

    sāmrājī beḌiyoñ ko vus.ateñ dene farz

    so rahā huuñ us gaḌhe god meñ

    āftāb-e-misr ke saa.e tale

    maiñ kañvārā rahā

    kaash merā baap bhī

    uf kañvārā

    kyā kahūñ

    sher-dil KHan

    main ne dekhe tis sal

    pai-ba-pai faqe musalsal zillaten

    jang

    roTi

    samraji beDiyon ko wusaten dene ka farz

    so raha hun us gaDhe ki god mein

    aaftab-e-misr ke sae tale

    main kanwara hi raha

    kash mera bap bhi

    uf kanwara

    kya kahun

    Source :
    • Book : Jadeed Shora.e Urdu (Pg. 709)
    • Author : Dr. Abdul Wahid
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now