shikast-e-saz
kitnā dilkash samāñ hai hasīñ vādiyāñ
aise mausam meñ
kyoñ aap ḳhāmosh haiñ
sharm kis baat kī
boltī kyoñ nahīñ
ham agar dost ban jaa.eñ kaisā rahe
aap rahtī kahāñ haiñ
patā deñ mujhe
maiñ chalūñ saath itnā batā deñ mujhe
hai T b sanitorium merā ghar
ab batā.eñ baneñge mire ham-safar
shaam hone ko hai
ab ijāzat
maiñ phir ā.ūñgā
in añdheroñ meñ varna bhaTak jā.ūñgā
kitna dilkash saman hai hasin wadiyan
aise mausam mein
kyon aap KHamosh hain
sharm kis baat ki
bolti kyon nahin
hum agar dost ban jaen kaisa rahe
aap rahti kahan hain
pata den mujhe
main chalun sath itna bata den mujhe
hai T b sanitorium mera ghar
ab bataen banenge mere ham-safar
sham hone ko hai
ab ijazat
main phir aaunga
in andheron mein warna bhaTak jaunga
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.