soz-e-na-tamam
ek par ek pāñch chhe stool
apne kāñdhe pe gaaḌ kar baḌha.ī
shahar bhar meñ ghumātā rahtā hai
dil meñ ḳhvāboñ kī chāñdnī le kar
galiyoñ galiyoñ phirātā rahtā hai
nā-umīdī lahū rulātī hai
use phir kū-ba-kū phirātī hai
roz ye kārobār jaarī hai
ek par ek panch chhe stool
apne kandhe pe gaD kar baDhai
shahar bhar mein ghumata rahta hai
dil mein KHwabon ki chandni le kar
galiyon galiyon phiraata rahta hai
na-umidi lahu rulati hai
use phir ku-ba-ku phiraati hai
roz ye karobar jari hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.