sulagta regzar
bhaTaktī pyaas
duur jhilmilātā ik sarāb
jo nazar meñ aa rahā hai
vo samajh meñ aa rahā hai
dar-haqīqat kuchh nahīñ
ek andāza hai bas
har ek sach
apne jhuTlā.e jaane kā muntazir hai
bhaTakti pyas
dur jhilmilata ek sarab
jo nazar mein aa raha hai
wo samajh mein aa raha hai
dar-haqiqat kuchh nahin
ek andaza hai bas
har ek sach
apne jhuTlae jaane ka muntazir hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.