sun ai mere suKHanwar
sun ai mire suḳhanvar
tū sach kā samundar
maujoñ meñ terī pinhāñ
haiñ sīpiyāñ ḳhushī kī
paatī huuñ zindagī bhī
tū aas kā hai āñchal
tū pyaar kā hai bādal
phir bhī na jaane kyoñ maiñ
aksar ye sochtī huuñ
ye dil na toḌ de tū
mahfil na chhoḌ de tū
haañ ai mire suḳhanvar
ai soch ke samundar
sun ai mere suKHanwar
tu sach ka samundar
maujon mein teri pinhan
hain sipiyan KHushi ki
pati hun zindagi bhi
tu aas ka hai aanchal
tu pyar ka hai baadal
phir bhi na jaane kyon main
aksar ye sochti hun
ye dil na toD de tu
mahfil na chhoD de tu
han ai mere suKHanwar
ai soch ke samundar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.