Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

suraj

MORE BYPaigham Aafaqi

    ḳhalā ke is raushan āñgan meñ

    pāgal dhartī naach rahī hai

    ḳhuun milī miTTī rāheñ

    chalte raahī bojhal paañv

    surḳh fazā.eñ jalte bādal shaam aamad

    piilī dhuup

    aaj sūraj

    apnī kirnoñ ke dhueñ meñ

    apnā chehra ghol rahā hai

    KHala ke is raushan aangan mein

    pagal dharti nach rahi hai

    KHun mili miTTi ki rahen

    chalte rahi bojhal panw

    surKH fazaen jalte baadal sham ki aamad

    pili dhup

    aaj ka suraj

    apni hi kirnon ke dhuen mein

    apna chehra ghol raha hai

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now