suraj sagar
tire manzar par koī chāñd ubhre
kuchh kahtā rahe tirī lahroñ se
tū chāñd kī chāhat meñ phūle
maiñ jaltā rahūñ bas tere liye
mujhe kyā lenā mujhe kyā kahnā
mire sāgar meñ vo sūraj hoñ
jo aag shafaq sab tai kartā
bil-āḳhir tujh meñ Duub chalā
tere manzar par koi chand ubhre
kuchh kahta rahe teri lahron se
tu chand ki chahat mein phule
main jalta rahun bas tere liye
mujhe kya lena mujhe kya kahna
mere sagar mein wo suraj hon
jo aag shafaq sab tai karta
bil-aKHir tujh mein Dub chala
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.