swami wiwekanand
Interesting Fact
1977 میں کنیا کماری میں کہے گئے شعر جہاں تین سمندر بحر عرب، بحر ہند اور خلیج بنگال ملتے ہیں اور جہاں وویکا نند کا سنگی یادگار ہے۔
ai ḳhudā in muztarib maujoñ ko hai kis kī talāsh
kis ke qadmoñ meñ ye sar rakhne ko yuuñ be-tāb haiñ
kaun sī hastī inheñ dīvāna rakhtī dam-ba-dam
hai taḌap kis kī diloñ meñ kis liye sīmāb haiñ
vo vivekanand vo fikr-o-amal kā bādshāh
azm ho us kā agar bahrain bhī pāyāb haiñ
ai KHuda in muztarib maujon ko hai kis ki talash
kis ke qadmon mein ye sar rakhne ko yun be-tab hain
kaun si hasti inhen diwana rakhti dam-ba-dam
hai taDap kis ki dilon mein kis liye simab hain
wo wiwekanand wo fikr-o-amal ka baadshah
azm ho us ka agar bahrain bhi payab hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.