taaqub
hai
jo dushman
mere naam kā
merī shohrat kā
maiñ ne chāhā ka.ī baar
kar duuñ use qatl
pheñk duuñ us ko dil ke nihāñ-ḳhāne se
magar ho sakā na kabhī
vo hasb-e-ma.amūl
mere muqābil hī rahtā hai
raat din mujh pe hañstā hai
roz Dastā hai vo
hai
jo dushman
mere nam ka
meri shohrat ka
main ne chaha kai bar
kar dun use qatl
phenk dun us ko dil ke nihan-KHane se
magar ho saka na kabhi
wo hasb-e-mamul
mere muqabil hi rahta hai
raat din mujh pe hansta hai
roz Dasta hai wo
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.