Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

taaqub

Faisal Azeem

taaqub

Faisal Azeem

MORE BYFaisal Azeem

    maiñ apne pīchhe pīchhe chal rahā thā

    baḌhā kar haath jo shāne pe rakkhā

    to ik lamhe ko saarā jism jaise jam gayā ho

    palaT kar dūsre lamhe jo dekhā

    to koī aa.ina rakkhā nahīñ thā

    vahāñ koī nahīñ thā

    main apne pichhe pichhe chal raha tha

    baDha kar hath jo shane pe rakkha

    to ek lamhe ko sara jism jaise jam gaya ho

    palaT kar dusre lamhe jo dekha

    to koi aaina rakkha nahin tha

    wahan koi nahin tha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now