Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tabir kabhi KHwab dekhti hai

Zunnurain

tabir kabhi KHwab dekhti hai

Zunnurain

MORE BYZunnurain

    merā dil chāhtā hai

    tujhe apnā dekhūñ

    itnā sochūñ

    ki hasrat na rahe

    bhar jaa.e qurbat se

    bikhar jaa.eñ saare jaadū

    TuuT kar āñkhoñ se

    magar tum to

    bahtā huā sāgar ho

    aur maiñ

    chhoTe se bādbān vaalī

    chhoTī kashtī

    mera dil chahta hai

    tujhe apna dekhun

    itna sochun

    ki hasrat na rahe

    bhar jae ji qurbat se

    bikhar jaen sare jadu

    TuT kar aankhon se

    magar tum to

    bahta hua sagar ho

    aur main

    chhoTe se baadban wali

    chhoTi si kashti

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now