ham Duub ke gahrā.ī meñ tarab kī
phailte dekhte haiñ
qabl aziiñ fahmīda
in rañgoñ ko
jin meñ ḳhud ko
ham pe hamāre ġham zāhir karte haiñ
gambhīr ḳhamoshī kī tah meñ
āġhosh-e-kushāda meñ letī ham ko
ek daraḳhshāñ tārīkī hotī hai
hum Dub ke gahrai mein tarab ki
phailte dekhte hain
qabl azin fahmida
in rangon ko
jin mein KHud ko
hum pe hamare gham zahir karte hain
gambhir KHamoshi ki tah mein
aaghosh-e-kushada mein leti hum ko
ek daraKHshan tariki hoti hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.