tajassus
ek baar
sirf ek baar
aatī ho dabe paañv
aur
dabe paañv hī guzar jaatī ho
tumhārī aamad aur
sā.atoñ kā qayām
kitnā muḳhtasar hai
lekin
kitnā faḳhr-āvar
magar
jahāñ tum bār-bār
palaT palaT kar jaatī ho
vahāñ bhī
tumhāre yahī ma.anī haiñ
bahār
ek bar
sirf ek bar
aati ho dabe panw
aur
dabe panw hi guzar jati ho
tumhaari aamad aur
saaton ka qayam
kitna muKHtasar hai
lekin
kitna faKHr-awar
magar
jahan tum bar-bar
palaT palaT kar jati ho
wahan bhi
tumhaare yahi mani hain
bahaar
- Book : Bayazain Kho Gayee Hain (Pg. 57)
- Author : Sheen Kaaf Nizam
- Publication : Vag Devi Parkashan, Biconer (Rajisthan) (1997)
- Edition : 1997
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.